संदेश

अक्टूबर, 2014 की पोस्ट दिखाई जा रही हैं

मेरी बीवी लाजबाव है!

रमेश: मेरी बीवी लाजबाव है. वह किसी भी विषय पर घंटों बात कर सकती है. सुरेश: फिर तो मेरी वाली बेहतर है. वह बिना किसी विषय के भी घंटों लगातार बात कर सकती है!! =========== Hinglish Transcript =========== Ramesh: Meri Biwi Laajbaav hai. Vah kisi bhi Subject par Ghanto Baat kar sakti hai. Suresh: Fir to Meri Wali Behtar hai. Vah bina kisi Subject ke bhi Ghanto Lagataar Baat kar sakti hai!! blog-post_78

पुलिस, चोर, बहादुर औरत और बेचारा पति

घर में चोरी की नीयत से घुसे चोर को पीट-पीट कर बेहोश कर देने पर जब पुलिस ने महिला की तारीफ़ की तो वह बोली, "अरे इसमें तारीफ़ की क्या बात है? दरअसल चोर के आने पर मैं समझी थी की बबलू के पापा क्लब से लौटे हैं!!" == Hinglish (English Transcript) == Ghar mein chori kii neeyat se ghuse chor ko peet-peet kar behosh kar dene par jab police ne mahila ki taarif kii to vah boli, ""Arre isme taarif kii kya baat hai? Darasal chor ke aane par main samjhi thi ki Bablu ke papa club se Loute hain!!"

हमें बड़ों का आदर करना चाहिए!

बबलू: आज सुबह जब मैं पापा के साथ बस में आ रहा था तो पापा ने एक आंटी के लिए मुझे अपनी सीट से उठा कर उन्हें बिठा दिया. माँ: बेटा यह तो अच्छी बात है. बड़ों का आदर करना चाहिए. बबलू: मगर माँ, मैं तो पापा की गोद बैठा हुआ था!! == Hinglish (English Transcript) == Bablu: Aaj subah jab main papa ke saath bus mein aa raha tha to papa ne ek Aunty ke liye mujhe apni seet se utha kar unhe bitha diya. maa: beta yah to achhi baat hai. Elders ki respect karni chahiye. Bablu: magar maa mein to papa kii goad mein baitha hua tha!!

अगर तुम प्यार करना सीख लो तो..

पति-पत्नी सेविंग को लेकर बहस कर रहे थे… पति: अगर तुम बेबी सम्भालना सीख तो हम आया की छुट्टी कर दें. पत्नी: अगर तुम प्यार करना सीख लो तो हम ड्राइवर, नौकर और कुक की छुट्टी कर दें!!! == Hinglish (English Inscript) == Pati patni saving ko lekar bahas kar rahe the... Pati: agar tum baby care seekh lo to hum aaya ki chhutti kar de. Patni: agar tum pyar karna seekh lo to hum driver, naukar aur cook ki chhutti kar de!!!