संदेश

hindi sher-o-shayari लेबल वाली पोस्ट दिखाई जा रही हैं

अर्ज़ किया है!!

         अर्ज़ किया है जिस ने जल्द बाज़ी में शादी की उसने अपना जीवन बिगाड़ लिया             वाह! वाह !             वाह! वाह ! और जिस ने सोच समझ कर की उसने कौनसा तीर मार लिया

हर तरफ पढ़ाई का साया है!!

हर तरफ पढ़ाई का साया है हर पेपर में ज़ीरो आया है हम तो युहीं चले जाते है, बिना मुँह धोये ही और लोग कहते है साला रात भर पढ़कर आया है 

यारों के बीच याराना सीख गये..

यारों के बीच याराना सीख गये थोरा सुर लगाया और तराना सीख गए !! सब कुछ ठीक था अपने जिंदगी में...! गलत ये हुआ के दिल लगाना सिख गए!

Sawan ne bhi kisise pyar kiya tha

Sawan ne bhi kisise pyar kiya tha, Usne use Baadal ka Naam diya tha, Rote the dono 1 dusre Ki Judai me, Aur Logone use Barish ka Naam diya tha.

Nazar Mili Jab Wo Akeli Thi

Nazar Mili Jab Wo Akeli Thi, Dosti Hui Tab Sath Saheli Thi, Pyar Hua To Wo Paheli Thi, Dusre Ke Sath Bhag Gayi, Tab Patta Chala Yaaro, Wo Us Area Ki Chikni Chameli Thi.

Dil Do Dil Do Ek Ko

Dil Do Dil Do Ek Ko, Par Do Kisi Nek Ko. Prasad Nahi Hai Ki Baaton Har Ek Ko.

Dil ke kone se ik awaj aati hai

Dil ke kone se ik awaj aati hai har pal dosti teri yaad aati hai Dil poochta hai pal pal hamse Jinhe tum yaad karte ho kya unhe bhi tumhari yaad aati hai?? (Characters count: 155 )

Ajeeb silsila hai hasraton ka

Koi Sukhon ki chah mein roye Koi Dukho ki aah mein roye Ajeeb silsila hai ye hasraton ka Koi Pyar paane ko roye Koi Pyar kar ke roye (Characters count:132 )

koi roothe aapse to

koi roothe aapse to usse foran mna lo.. Kyunki.. zid ki jung mein aksar dooriyan jeet jaati hain. (Characters count:99 )

Kuch log kahte hain dosti pyar hai

Kuch log kahte hain dosti pyar hai Kuch log kahte hain dosti zindgi hai hum kahte hai dosti sirf dosti hai jiske bina na pyar hai na zindgi hai. (Characters count: 144)

Nadiyo se sahil rooth sakte hain

Nadiyo se sahil rooth sakte hain aasman se tare toot sakte hain is baat ki umeed mat karna ki hamari yaado se aap chhoot sakte hain (Characters count:132 )