संदेश

dosti sher-o-shayari लेबल वाली पोस्ट दिखाई जा रही हैं

Ishq dariya h jiska sahil nhi hota

Ishq dariya h jiska sahil nhi hota, hr dil mahobbat ke kabil nhi hota, rota wo b h jo dooba ishq ke sagar m, rota wo b h jise ishq hasil nhi hota.
Wo roye to bhut magar mujh se muh mod k roye.. Koi majboori rhi hogi jo dil tod k roye... Mere saamne kr diye usne meri tasveer k tukde.. Pta chla mere picche wo.. Unhe jod kar roye...

आपकी बातों पे दिल हारूँ...वाह! वाह!

आपकी बातों पे दिल हारूँ.. वाह! वाह! आपकी सूरत पे जां वारु.. वाह! वाह! जिस दिन आपका एस.एम.एस. नहीं आता.. दिल करता है आपको पटक-पटक के मारूँ.

Mitti meri kabr se churata hai koi

Mitti meri kabr se churata hai koi, mar kar bhi yaad ata hai koi, ae khuda ek pal ki jindagi aur de mujhe, udas meri kabr se jata hai koi.

Apki bato pe dil haaru

Aapki bato pe dil haaru WAH! WAH! Aapki surat pe jan waaru WAH! WAH! Jis din nahi aata aap ka sms dil karta hai aapko patak-patak ke maaru!

Tumhaari yaad dil se jaane nahin denge

Tumhaari yaad dil se jaane nahin denge, Tumhaare jaisa dost khone bhi nahin denge, Roz sharafat se sms kiya karo warna ……, Ek kaan k neeche denge or rone bhi nahin denge…

Aapke sms aane band hai..wah!wah!

Aapke sms aane band hai..wah!wah! Aapke sms aane band hai..wah!wah! Kya ye aapke phon ke balance ka asar hai? Khafa ho hamse? Ya fir aapko thapdo ki kasar hai!!

Dil ke kone se ik awaj aati hai

Dil ke kone se ik awaj aati hai har pal dosti teri yaad aati hai Dil poochta hai pal pal hamse Jinhe tum yaad karte ho kya unhe bhi tumhari yaad aati hai?? (Characters count: 155 )

Na tum door jana na hum door jayenge

Na tum door jana na hum door jayenge Hum apna apna wada nibhayenge Bahut achha katega zindgi ka safar Tum waha se yaad karna hum yaha se muskrayenge. (Characters count:149 )

Yaad hum bhi aapko karte hain

Yaad hum bhi aapko karte hain Yaad aap bhi humko karte hain Farq sirf itna hai ki.. Hum yaad aane par sms karte hain Aap SMS aane par yaad karte hain. (Characters count:150 )

koi roothe aapse to

koi roothe aapse to usse foran mna lo.. Kyunki.. zid ki jung mein aksar dooriyan jeet jaati hain. (Characters count:99 )

Kuch log kahte hain dosti pyar hai

Kuch log kahte hain dosti pyar hai Kuch log kahte hain dosti zindgi hai hum kahte hai dosti sirf dosti hai jiske bina na pyar hai na zindgi hai. (Characters count: 144)