संदेश

pyar sher-o-shayari लेबल वाली पोस्ट दिखाई जा रही हैं

यारों के बीच याराना सीख गये..

यारों के बीच याराना सीख गये थोरा सुर लगाया और तराना सीख गए !! सब कुछ ठीक था अपने जिंदगी में...! गलत ये हुआ के दिल लगाना सिख गए!

Mitti meri kabr se churata hai koi

Mitti meri kabr se churata hai koi, mar kar bhi yaad ata hai koi, ae khuda ek pal ki jindagi aur de mujhe, udas meri kabr se jata hai koi.

Sawan ne bhi kisise pyar kiya tha

Sawan ne bhi kisise pyar kiya tha, Usne use Baadal ka Naam diya tha, Rote the dono 1 dusre Ki Judai me, Aur Logone use Barish ka Naam diya tha.

Hasino Ke Chehre Pe Har Waqt Khushi Hoti Hai

Hasino Ke Chehre Pe Har Waqt Khushi Hoti Hai, Unnke Labon Pe Har Waqt Hansi Chaai Hoti Hai, Doston Parr Jiss Hassina Pe Yeh Dil Aata Hai, Aray Woh Kambakht Pehle Se Hi Fansi Hoti Hai.

Dil Do Dil Do Ek Ko

Dil Do Dil Do Ek Ko, Par Do Kisi Nek Ko. Prasad Nahi Hai Ki Baaton Har Ek Ko.

Na tum door jana na hum door jayenge

Na tum door jana na hum door jayenge Hum apna apna wada nibhayenge Bahut achha katega zindgi ka safar Tum waha se yaad karna hum yaha se muskrayenge. (Characters count:149 )

Ajeeb silsila hai hasraton ka

Koi Sukhon ki chah mein roye Koi Dukho ki aah mein roye Ajeeb silsila hai ye hasraton ka Koi Pyar paane ko roye Koi Pyar kar ke roye (Characters count:132 )