संदेश

अगस्त, 2012 की पोस्ट दिखाई जा रही हैं

Hum gaye the unke Ghar

Hum gaye the unke Ghar, Kehna tha Dil-se-Dil mila lo. Unki ma ne khola Darwaza, to Hm Ghabra k bole agar koi Bachcha ho to POLIO DROPS pilwa lo.

“LIPS” bhindi ki tarah,

“LIPS” bhindi ki tarah, “GAAL” tamatar ki tarah. “EYES” matar ki tarah. Poora face “GOBI” ki tarah. ya Khudda ek dost dia Wo b Sabzi Mandi ki tarah.

Ab tum is duniya se jaoge

Ab tum is duniya se jaoge, Door kahin ek naya janam paoge, Is bar galtee se jo hua so hua, Mujhe yakeen hai agli bar lambi poonch aur 4 taang ke saath aaoge.

Main aisa MSG hu jise murkh log padte hai

Main aisa MSG hu jise murkh log padte hai, nalayak log dusro ko forward karte hai, gadhe delete karte hai aur pagal store kar lete hai. aap kya karne wale ho.

Meri taraf say apko 1 “PAPPI”

Meri taraf say apko 1 “PAPPI” Apki saheli ko 1 “PAPPI” Saheli ki saheli ko 1 “PAPPI” Batau Q? Aaj hi mere “DOGGY” ne 10 “PAPPI” ko janam dia hai!

संता के घर लड़की ने जन्म लिया

संता के घर लड़की ने जन्म लिया.. बंता: जब लड़की बड़ी होगी तो लड़के इसे छेड़ेंगे संता: मैंने इसका इंतजाम कर लिया है बंता: क्या किया? संता: लड़की का नाम 'दीदी' रख दिया है!! -------------------------------- Santa ke ghar ladki ne janam liya. Banta: Jab ladki badi hogi to ladke ise chedenge. Santa: Maine iska intejaam kar liye he. Banta: kya kiya? Santa: Ladki ka naam 'Didi' rakh diya hai

Drinking-n-Driving Dono Nalo Naal Nai Ho Sakde

Santa : Drinking-n-Driving Dono Nalo Naal Nai Ho Sakde. Banta : Kyoo Ji ? Santa : Je SpeedBbreaker Aa Gaya Taa Peg Dul Jau.

Daku Mangal Singh Banta Ke Ghar Mein Ghus Ayaa

Daku Mangal Singh Banta Ke Ghar Mein Ghus Ayaa.. Daku : Sona kahan hai, Jaldi Bataao..! Banta : Pura Ghar Khali Hai Malko, Jithe Marzi So Jao!

Sawan ne bhi kisise pyar kiya tha

Sawan ne bhi kisise pyar kiya tha, Usne use Baadal ka Naam diya tha, Rote the dono 1 dusre Ki Judai me, Aur Logone use Barish ka Naam diya tha.

Funny KBC Question - Can i phone a friend?

Amitabh bachan in KBC Question for 10 lac to Sardar jee What is the colour of your wife’s underwear? Option 1 : White Option 2 : Grey Option 3 : Black Option 4 : Blue Sardar jee : Can i phone a friend?

Call girl ke birthday par saheli ne sms kiya

Call girl ke birthday par saheli ne sms kiya: har adami tere nange badan pe barse, tere jevan mein aaye itne customer, ke tu pura sal bra-panty pehnne ko tarse.

Apki bato pe dil haaru

Aapki bato pe dil haaru WAH! WAH! Aapki surat pe jan waaru WAH! WAH! Jis din nahi aata aap ka sms dil karta hai aapko patak-patak ke maaru!

Tumhaari yaad dil se jaane nahin denge

Tumhaari yaad dil se jaane nahin denge, Tumhaare jaisa dost khone bhi nahin denge, Roz sharafat se sms kiya karo warna ……, Ek kaan k neeche denge or rone bhi nahin denge…

Mama ne nayi swift car li

Mama ne nayi swift car li, Swift car k peche likhwaya "Saawan Ko Aane Do" Peche se truck ne thok diya, Truck par likha tha "aaya saawan jhoom ke"

Ek pagal khat likh raha tha

Ek pagal khat likh raha tha, Dr. ne poucha kis ko likh rahe ho ? Pagal: khud ko. Dr: kya likha hai ? Pagal: mujhe kya pata ! Abhi mujhe mila thorri hai:-)

मच्छर ने काटा वो उसका जनून था

Machchar ne kaat wo uska junoon tha Aaapne khuzaya wo aapka sukoon tha. ================================== (In Hindi Devnaagri Script) मच्छर ने काटा वो उसका जनून था आपने खुजाया वो आपका सुकून था.

STAR khatam ho gaye to MOON de diya

Ek kid ka ek paper me zero (O) aya. (Angry) Father: What is this? Kid: Papa, teacher ke pass STAR khatam ho gaye to MOON de diya.

Heights of simplicity

Ek bahut handsome yuvak auto mein ja raha tha. 2 khoobsurat ladkiyan bhi baithi thi.. ladkiyan usse baat karna chahti thi par yuvak chupchap tha.. achanak yuvak ka fon baza. ghanti bzti rahi par usne nahi uthaya. ek ladki se raha nahi gya. wo boli, aapka fon baz raha hai.. Yuvak bola, "pata hai.. ussi aafat ka hoga.. matlab meri biwi ka." (In hindi) एक बहुत हैंडसम युवक ऑटो में जा रहा था.. 2 खूबसूरत लडकियां भी बैठी थीं. लडकियां उससे बात करना चाहती थी पर युवक चुपचाप था.. अचानक युवक का फ़ोन बजा.. घंटी बजती जा रही थी पर उसने नहीं उठाया. एक लड़की से रहा नहीं गया.. वो बोली आपका फ़ोन बज़ रहा है.. युवक बोला, "पता है.. उसी आफत का होगा.. मतलब मेरी बीवी का."

Tumhari fizool-kharchi ki aadat le doobegi

Ek Kanjoos Baap apne bete se: Kya tum padh rahe ho? Beta: Nahi Baap: Kya TV dekh rahe ho? Beta: Nahi Baap(Chilla kar): To fir ye chasma kyu pahan rakha hai? Tumhari fizool-kharchi ki aadat ek din hame le doobegi! In Hindi एक कंजूस बाप अपने बेटे से: क्या तुम पढ़ रहे हो? बेटा: नहीं बाप : क्या TV देख रहे हो? बेटा: नहीं बाप(चिल्ला कर): तो फिर ये चश्मा क्यों पहन रखा है? तुम्हारी फ़िज़ूलखर्ची की आदत एक दिन हमें ले डूबेगी!

How To Develop Positive Thinking

Question: "How To Develop Positive Thinking?" Answer: "Watch FTV.. You Will Always Think.. Chalo Koi Baat Nahi Ye Nahi To Is se Agli Wali ke Kapdon Se Kuch Dikh Jayega".

Dunia ka sabse bada business

Santa: Dunia ka sabse bada business kon sa hai? Banta: "Call girls ka" Santa: Woh kaise?? Banta: Apni cheez ko achhe daam par bech lo fir bhi wo apne hi paas rahti hai!!!

Aur ek hum hain.. hamesha ladte rahte hain!!

Patni - Saamne khidki par jo tota-maina baithe hain, dono roj yaha aate hain, chahchahate hain, pyar karte hain.. aur ek hum hain.. hamesha ladte rahte hain. Pati - Tumne ek cheez par dhyan nahi diya.. yaha baitne wale uss jode mein tota to wohi hota hai par maina roj nayi hoti hai. (In Hindi script) पत्नी - सामने खिड़की पर जो तोता-मैना बैठे हैं, दोनों रोज यहाँ आते हैं, चहचहाते हैं, प्यार करते हैं.. और एक हम हैं.. हमेशा लड़ते रहते हैं. पति - तुमने एक चीज़ पर ध्यान नहीं दिया.. यहाँ बैठने वाले इस जोड़े में तोता तो वही होता है पर मैना रोज नयी होती है.

Pariyon ke pankh hote hain

Munna - Aapne kaha tha Pariyon ke pankh hote hain aur ve ud skti hai? Maa - Haan to? Munna - Kal raat daddy naukrani se kah rhe the ki tum pari ho.. vah kab udegi? Maa - Vah kal subah hote hi ud jaayegi.

Bus conductor ne meri insult ki

Patni - Bus conductor ne meri insult ki hai. Pati - Wah kaise? Patni - jab main bus se utri to conductor ne kaha "teen sawariyan iss seat par aa jaayein".

Upaya hota to main sadhu kyu banta

Ek admi sadhu se bola, Meri biwi bahut pareshan karti hai, koi upaya batayien na shadu ji… Aur phir shadu ghusse me bole, Abe saale upaya hota to main sadhu kyu banta..

Where were you born??

Boss: Where were you born ? Sardar: Punjab. Boss: Which part? Sardar: Oye, Kya which part? Whole body born in Punjab.

अगर तुमने 'किस' करने की कोशिश की तो..

लड़की: अगर तुमने 'किस' करने की कोशिश की तो मैं शोर मचा दूँगी. लड़का: लेकिन यहाँ तो दूर-दूर तक कोई नहीं है. लड़की: पता है, पर फॉर्मेलिटी तो करनी ही पड़ेगी. === English Transcript === Girl : Agar tumne kiss karne hi koshish ki to main shor macha dungi. Boy : Lekin yahan to dur tak koi nahi hai. Girl : I know per formality to karni hi padegi.

Insaaniyat se vishwas uth gaya

Ek chor amir aadmi ke ghar chori karne gaya. Tijori pe likha tha “Tijori ko todne ki jaroorat nahi hai, 452 number press karke sahmne vala lal batan dabao, tijori khul jayegi. Jaise hi batan daba alarm baja aur police aa gayi.” Jate jate chor seth se bola: Aaj mera insaaniyat se vishwas uth gaya!

Tumhare jeevan mein 6 aurtein aayengi

Pandit: Tumhare jeevan mein 6 aurtein aayengi. Santa: Wow, kya baat hai. Pandit: Zyada khush honey ki baat nahi hai. Ek gharwali aur 5 betiya hai.

Shukar hai rab ka ankh bach gai

Santa : Badda dukh hua tha teri wife ki mout ki khabar sunker, wase hua kya tha? Banta : Goli lagi thi maathe mein. Santa : Shukar hai rab ka ankh bach gai.

Tracksuit pahan ke dhoka de raha hai

A donkey kicked sardar & ran away, sardar ran to catch the donkey. He saw a zebra and started beating it and said, "Sala tracksuit pahan ke dhoka de raha hai".

Kis se baat kar raho ho

Santa talking on cell. Banta : Kis se baat kar raho ho. Santa : Biwi se… Banta : Itne Pyaar se? Santa : Tumhari hai…

Phone per dhamkiya mill rahi hai

Santa: Mujhe phone per dhamkiya mill rahi hai. Police: Kaun hai woh jo aapko dhamkiya de raha hai? Santa: Telephone wale bolte hai ke, "Bill nahi bharoge toh kaat denge."

Shanti ke saath so jaana

Santa: Kaam wali shanti ko bulao.! Wife: Kyun? Santa: Doctor ne kaha hai, raat mein dawa khane ke baad shanti ke saath so jaana.