Pariyon ke pankh hote hain

Munna - Aapne kaha tha Pariyon ke pankh hote hain aur ve ud skti hai?
Maa - Haan to?
Munna - Kal raat daddy naukrani se kah rhe the ki tum pari ho.. vah kab udegi?
Maa - Vah kal subah hote hi ud jaayegi.

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट